Agar ap kamyab hain to ap ko btaya jaega k ap bht mehnati hain. Pr agr ap nakam hain to apko btaya jaega k ye apki apni wjah se hai.
Jb k darr haqeeqat apki kamyabi or nakami dono ap k apny hath mien hain.
Agr koi kamyab hai to wo iss liye nhi k wo mehnati ya zaheen apse zda hai, blky iss liye k oss ne wo kiya jo wakt ki zrort thi.
Apki kamyabi ka faisla ap k apny hath mien hai. Duniya ka mehaz aik hi asool hai k jo race mien agy nikal gya wohi kamyab hai. Or agy nikalny k liye apko wakt k saath chlna parta hai.
Jb ap choty thy to ap k baray lafz digital skills se blkl naa-wakif thy, Pr ab or anay waly wakt mien srf or kamyab hai jis k hath mien koi digital hunar hai.
Agr ap digital doar mien khud ko digital hunar seekhny waly logo ki saff mien shamil nhi krty to ap anay wly wakt mien kamyab logon ki saff mien bhi shamil nhi ho skien gy.
Apko apni kahani khud likhni hai.
Bilkul aise hi jaise hmary aik student ki kamyabi ki kahani ap k samny hai.

Apko bhi apni kamyabi ki dastan dosroon ko sunnany wala bnna hai, na k mehaz dosroon ki kamyabi ki dastan sunny wala.
Agr ap bhi iss wakt k saath saath anay wly wakt mien kamyab hna chahty hain or apni kahani digital world mien khud likhna chahty hain.
Tau abhi Aamir Ahmer Academy k new batch mien digital skill seekhny k liye enroll krien.
Aien! Apki kahani ki shurwat krien.




