Pichly Kai Years Mien Drama Ertugrul Sbki Nazroon Ka Mehwar and Entertainment Ka Source Raha Or Aksariyat Ka Jazbati Lagao Unn Kirdaroo Se Munsalik Hogya.
Janty Hain Aisa Q Hoa ?
Mien Apko Btata Hon… Iski Kai Wajoohat Hain;
Sbse Phli Wajah Ye K Wo Oss Wakt Taqat Ka Istamal Krty Hoe Apni Riyasat Ka — Means Grow Krny Ka Khuwab Dkhta Tha…
Dosri Wajah Kay Apny Khuwab Ko Pora Krny Kay Liye Tamam Available Sources Ko Baroo-e-Kaar Laya or Moqoon Se Faida Othaya…
Teesri Wajah Ye Kay Apny Se Nichy Waloon Ki Umeed Or Sahara Bnaa…
Agar Ap Bhi 21st Century K Entugrul Banna Chahty Hain To Tareeqah Wohi, Magar Tools and Strategy 21st Century Kay Hisab Se Istamal Krny or Ajj K Doar Kay Avilable Source Baroo-e-Kaar Lanay Hon Gy…
Aiyee Apko Bataien Kay Ajj Kay Doar Mien Apko Kya Karna Hai;
Bs Talwar Kay Bajae Digital Hunar Seekh Kar Duniya Ki Mandi Mien Apna Lohaa Manwana Hai… K Ajj Kay Doar Ki Taqaat Talwar Nhi Blky Dollar Hai…
Apny Wakt or Sources Ko Digital Learning and Advancement Par Kharch Karna Hai…
Apny Khuwab Ki Takmeel Kay Liye Aik Coach and Eco-System Se Jurna Hai…
Or Oss Kay Baad Ap Sirf Apni Family Kay Ertugrul Nhi, Balky Apny Ahbab or Dostoon Kay Liye Bhi Aik Umeed Ban Jien Gay…
Aise Hi Digital Doar K Ertugrul Yani Hamary Student Muhammad Jawad Ki Example Ap Kay Samny Hai… Jo Digital Skill Seekh Kar Aalmi Mandi Mien Apna Looha Manwa Raha Hai…
Agar Ap Bhi 21st Century Kay Digital Ertugual Banna Chahty Hain… or Dollars Kama Kar Duniya Mien Apny Qadam Mazboot Jama Kar Apni Zindagi Mien Apna Dastoor Qaim Krna Chahty or Apny Ahbab or Dosry Kai Logo Kay Liye Umeed Banna Chahty Hain…
To Aamir Ahmer Academy K Mentor Ki Coaching and Behtreen Eco-System Apka Muntaizr Hai…
To Intazar Kaisa? Jaise Ap Ertugrul Ki Kahani Sunty or Dkhty Hain, Waise Hi Anay Waloon Kay Liye Apni Kahani Likhny Ka Ye Ap Kay Liye Behtreen Moqa Hai…..